Friday 29 March 2013

Bilal Khan - Taqdeer

Jawad Ahmed - Sun Lo Ke Hum Mazdoor Hain


Jawad Ahmad's Song "Sunn Lo Kay Hum Mazdoor Hain" to pay tribute to the workers of Baldia Factory, Karachi, who were burnt alive in the fire and for showing our solidarity with their families who are still suffering and facing miserable living conditions because of the man made disaster. It was a catastrophe that could easily have been prevented if the existing labour laws were more humane or were atleast properly implemented in Pakistan. This video song was officially released on February 6th, 2013, Lahore, Pakistan.



Download MP3 Now!
WORKER OF THE WORLD, UNITE!

Monday 18 March 2013

Meekal Hasan - Chal Buleya



Main Chala - Nouman Javed


Watch Out the video now:

Download Video Now!

Tanha Tanha Yun Phira
Apno Mein Reh Kar Akele
Aisa Gira Na Uth Saka
Main Chala
Main Chala Main Chala
Main Chala Aaaaaa A
Main Chala
Main Chala Main Chala
Main Chala Aaaaaaaaa

Lamha Lamha Ghutan Hai
Aankhe Bin Tere Nam Hai
Mere Jalte Jahan Mein
Bas Yehi Ek Gum Hai
Dil Ki Viraniyan
Dhundhe Tujhe
Raahon Ke Fasle Kyun Badh Gaye

Kaise Yeh Zindagi Jo Hum Jeeye
Isne Aasun Aur Gum Diye

Main Chala
Main Chala Main Chala
Main Chala Aaaaaa A
Main Chala
Main Chala Main Chala
Main Chala Aaaaaaaaa

Ankahi Yeh Kahani
Bin Kahe Hai Sunani
Lab Pe Khamoshiyan Hai
Aashko Mein Hai Rawani
Saanson Ke Silsile
Thamne Lage
Labzon Ke Shabd Yeh Bujhne Lage
Lamho Ki Aag Mein Kuch Yun Jala

Mein Aap Se Hi Kho Gaya
Main Chala
Main Chala Main Chala
Main Chala Aaaaaa A
Main Chala
Main Chala Main Chala
Main Chala Aaaaaaaaa
rics: 

Meekal Hasan - Waris Shah


Download MP3 Now! 

Lyrics English Translation:
I implore Waris Shah, to speak from his
grave and add a new page to his book of love
Arise, O friend of the afflicted; arise and
see the state of Punjab,
Corpses strewn on fields and the Chenab
flowing with blood
I implore Waris Shah, to speak from his grave
and add a new page to his book of love
The flute that was turned to love is lost
and all have forgotten the ways of love
and humanity
I implore Waris Shah, to speak from his grave
and add a new page to his book of love
Blood has rained on the soil; the graves ooze
with blood, he princesses’ of love now weep
in graveyards.
Today all have become Quaidos*
thieves of love and beauty
Where can we find another one like Waris Shah
to write about this calamity?
Waris Shah! I implore you. Speak from your
grave and add a new page to your book of love
 

Bilal Khan - Bachchana




Bachchana - Download MP3 Now!

Bachchana (Radio Mix) - Download MP3 Now!


Bachchana (Dj Lemon feat. Sahil) - Download MP3 Now!

Lyrics:
tanhai kay safar main
chalna sabar say
koi na nazar main aa
jb khawab main chorjain
sochon ko nibhana pain
din woh yaad aain na
khata hogai saza hogai
puraney din yaad aain na
duniya kay is shor main
sikha hai mar kay
hoti zindagi kia
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana
jagmagati howi raat ye
lab pay hain shikayatain
koi nahi muj ko sun raha
dhalta din mujboor hai
manzil zara door hai
bhuj raha umeedon ka chirag
khata hogai  saza hogai
puraney din yaad aain na
duniya kay is shor main
sikha hai mar kay
hoti zindagi kia
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana
jagmagati howi raat ye
lab pay hain shikayatain
koi nahi muj ko sun raha
dhalta din mujboor hai
manzil zara door hai
bhuj raha umeedon ka chirag
khata hogai  saza hogai
puraney din yaad aain na
duniya kay is shor main
sikha hai mar kay
hoti zindagi kia
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana
main doob raha doob raha
bachana mujay bachana

Ali Zafar - Daastan-e-Ishq (Nachna Painda)

Take a watch to song below


  • Download MP3 Now!
  • Shafqat Amanat Ali - Ankhon Ke Saagar


    Take a watch to the song below

    Download MP3 Now!

    Nadeem feat. Khiza - Aye Khuda



    Download MP3 Now! .

    Take a listen to the song below

    Sunday 17 March 2013

    Roxen - Khuda Ke Liye (Runway)


     

    Lyrics :
    Kab hogi sehar
    deewar-o-dar
    behad veeran haain
    kab manzil meray
    Qadmon talay aa kay hairaan hai

    Uljhi saansein
    chup hain raahein
    koi raastaa dikhaaa

    Khuda Kay Liye …. Khuda Kay Liye
    Khuda Kay Liye …. Khuda Kay Liye
    Aa bhi to zaraaa
    Aa bhi to zaraaa

    Khuda Kay Liye …. Khuda Kay Liye
    Khuda Kay Liye …. Khuda Kay Liye
    aankhon mein lay nishaan
    phirta hun darbadar
    hai kia kaifiyat
    hai kia kaifiyat
    Yun pathra gai jazbaat pay
    gham kay chalay paray
    kiun madham hoay
    ehsaas kay…thaay jo jalay barayyy
    jalta sehra…lamha tehraaaa
    karun kia mein aai dil baataaaa…

    Khuda Kay Liye …. Khuda Kay Liye
    Khuda Kay Liye …. Khuda Kay Liye
    Aa bhi to zaraaa
    Aa bhi to zaraaa

    Khuda Kay Liye …. Khuda Kay Liye
    Khuda Kay Liye …. Khuda Kay Liye ………….

    Zain - Chue Chue



    Take a listen to the song

    Download MP3 Now!

    'Everything' by Kostal Feat. Stereo Nation



    ‘Jaan Jaye’ Famed Band Kostal Is Back Again With A New Track Featuring With Stereo Nation.The Song Is Named Everything.
    Omran Shafique Of Mauj Is AlsoThe Lead Vocalist & Guitarist Of The Band Kostal.
    You Can Download The Song From The Link Below.

    Download MP3 Now!

    Various Artist – Yeh Hum Naheen


    Song: Yeh Hum Naheen (Say No to Terrorism)
    Composed and Produced by: Shuja Haider
    Featuring: Shafqat Amanat Ali Khan, Strings, Ali Zafar, Haroon, Ali Haider, and Hadiqa Kiani

    Take a listen and watch the song below: 


    Download MP3 Now!!
    Lyrics:
    Hamarey Naam Say Pheli Howi Jhooti Kahani Hai 
    Yeah Mohrein Mout Ki….. Mathay Pay Gheroun Ki Nishani Hain 
    Hamein Jis Naam Say Tum Jantay Ho…. Woh Hum Naheen 
    Humein Jis Aankh Say Tum Dehktay Ho…. Woh Hum Naheen 
    Yeh Hum Naheen, Yeh Hum Naheen, Yeh Hum Naheen, 
    Jaisay Sham Aatay hi Koi Rasta Hum Bola Baithay 
    Andhairo Say Daray Itna Kay Hum Ghar Hi Jala Baithay 
    Yeah Kya Charo Taraf Urti Howi Rayegani Hai 
    Hamarey Naam Say Phali Howi Jhoti Kahani Hey 
    Yeh Hum Naheen, Yeh Hum Naheen, Yeh Hum Naheen, 
    Gira Bathay Hain Rastay Mein Sabak Hum Sath Rehnay Ka 
    Humain Ek Doosray Say Isliye Bhi Lag Raha Ha Darr 
    Woh Koi Aur Hain Jin Kay Teray Hathon Main Chehray Hain 
    Tumhara Dukh Samandar, Hamaray Zakham Ghehray Hain 
    Yeh Hum Naheen, Yeh Hum Naheen, Yeh Hum Naheen,
     



     Lyrics English Translation:
    This story that is being spread in our names is a lie 
    These stamps of death on our foreheads are the signs of others 
    The name by which you know us – we are not that 
    The eyes with which you look at us – we are not that 
    This is not us – this is not us… 
    As with the coming of night one loses one’s 
    We are scared of the dark so much that we are burning our own home 
    What is this rising all around us… 
    The stories that are being spread in our names are lies 
    This is not us…We have lost on the way the lesson of living together
     We are now even scared of each other. 
    They are others whose faces are on your hands 
    Your hurts are a deep sea – our wounds are deep.This is not us…
     

    Saturday 16 March 2013

    QB - OST Humsafar


    Drama Serial Humsafar has seen an unprecedented success for Hum TV in recent years and is now being considered as one of Best Pakistani Drama Serial. Since past few years, television audiences have forgotten what it was like to be glued to a TV set when the show is on air and to wait for the day to come when the show will be broadcast. It does not take much time to realize what has made the drama series so popular. The paramount reason is simple and that it is a complete cast and crew of drama, where everyone has done their part of the work really well. Already people are fans of the story as it is based on Farhat Ishtiaq’s novel of the same name.

    OST: Humsafar
    Singer: Qurat-ul-Ain Baloch (QB)
    Lyrics: Naseer Turabi
    Composer: Waqar Ali
    Director: Sarmad Sultan Khoosat
    Producer: Momina Duraid
    D.O.P: Shehzad Kashmiri
    Post: Syed Tanveer Alam
    Cast: Fawad Khan, Atiqa Odho, Mahira Khan, Naveen Waqar, Behroze Subzwari, Saba Faisal, Hina Bayat, Noor Hassan

    Download MP3 Now! 

     
    Download MP3 Version2 Now! 


      
    Lyrics:
    Tarq-e-taaluqaat pe… roya na tu, na main 
    Lekin ke yeh kya chain se soya na tu, na main 
    Wo humsafar thaa…. haaan Wo humsafar thaa… haaan 
    Wo humsafar thaa magar us sey humnawai na thi… 
    Wo humsafar thaa magar us sey humnawai na thi… 
    K dhoop chhaon ka… K dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi. 
    Wo humsafar thaa magar us sey humnawai na thi… 
    K dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi. 
    Wo humsafar thaa… Wo humsafar thaa… 

    Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa.... 
    Adaavatein theen… Taghaaful thaa… Ranjishein theen Magar 
    Adaavatein theen… Taghaaful thaa… Ranjishein theen Magar 
    Bicharne walay main sab kuch thaa Bewafai na thi… 
    Bicharne walay main sab kuch thaa Bewafai na thi… 
    K dhoop chhaon ka… K dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi. 
    Wo humsafar thaa… haaan Wo humsafar thaa… 

    Kajal Daron, Kurkura Surma Saha Na Jaye, 
    Jin nain mein pi basay, dooja kon samaye 
    Beecharte waqt un ankhon mein, theeee hamari ghazal 
    Beecharte waqt un ankhon mein, theeee hamari ghazal 
    Ghazal bhi wo jo , kisi ko kabhi sunayi na thi 
    Ghazal bhi wo jo , kisi ko kabhi sunayi na thi 
    K dhoop chhaon ka… K dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi. 
    Wo humsafar thaa… haaan Wo humsafar thaa… 


    Lyrics English Translation:
    When we parted ways,
    Neither you cried nor I,
    But, what is this,
    A peaceful sleep since,
    Has not touched our eyes?
    He was my companion,
    But not in harmony were we,
    Like the clouds and sunlight,
    Together but as apart as can be.
    There were feelings of animosity,
    Indifference,
    And anguish between us,
    My departed lover, had been everything,
    But unfaithful.
    Last time I looked into his eyes,
    My poetry reflected back at me,
    Verses, that which I had never,
    Recited to anyone.

    Waqar Ali – OST Kohar Urdu1




    Artist: Waqar Ali
    Song: Kohar
    Written By: Salma Younus
    Producer: A & B Entertaiment
    Directed By: Mohsin Mirza
    Cast: Mehmood Aslam, Sawera Nadeem, Umair Laghari, Mahroosh, Zahin Tahira, Sami Sani, Jana ara hai, Eisha Noor, Afhan, Hammad Farooqi and others
    Channel: Urdu 1

    Download Mp3 Now!
    Take a listen to the song:

    Nandni - OST Kami Reh Gayee



    Artists: Nandni, Waheed-ul-Hassan
    Song: Kami Reh Gaee
    Executive Produer: Khawar Azhar
    Written and Directed By: Kashif Nisar
    Production Designer: Naveed Akbar
    D.O.P: Rashid Abbas
    Music: Sahir Ali Bagga
    Lyrics: Imran Raza
    Post: Media Concepts
    Cast: Nauman ijaz, Mehwish Hayat, Irsa Ghazal, Jahanzeb Gurchani, Agha Ali, Uzma Hassan, Saba Faisall, Simi Rahael, Haseeb Khan, @Abdullah Ejaz, Imran Rizvi, Zahid Qureshi, Faiza Gillani, Anusheh Asad

    Download Mp3 Now!  
    Watch and listen to the song below:
    Lyrics:
    Kami reh gayi meri aankhon mein bas nami reh gayi
    Kami reh gayi meri aankhon mein bas nami reh gayi

    Dard jalta toh hai raakh hota nahi
    Laakh seh lu isey khaakh hota toh nahi
    Cheekh hothon pe jami reh gayi
    Meri aankhon mein bas nami reh gayi

    Sa sath nahi...Sa sath nahi...

    Itna roye ki tan-man bhigoye
    Apne hi ashqon mein ye dil daboye
    Itna roye ki tan-man bhigoye
    Apne hi ashqon mein ye dil daboye

    Aankh ka aaina saaf hota nahi
    Raat bhar ab tara dil sota nahi
    Aur hairat se dhadkan khadi reh gayi
    Meri aankhon mein reh gayi

    Sa sath nahi...Sa sath nahi..

    Alycia Dias – OST Dil e Muztar



    Artist: Alycia Dias
    Song: Dil e Muztar
    Composed By: Waqar Ali
    Lyrics: Imdad Hussain Imdad
    D.O.P: Irfan Resham
    Written By: Aliya Bukhari
    Produced By : Momina Duraid
    Directed By: Shahzad Kashmiri
    Cast: Sanam Jhung, Imran Imran Abbas, Sarwat Gilani, Humayun Saeed, Saba Hameed, Shakeel Ahmed, ismat Zaidi, Mohsin Gilani, Rabia Noreen, Shamim Hilali
    Download Mp3!

    Watch OST video below:

    Lyrics:

    Dil-e-Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay!
    Mager Is Dil Nay Tarpaya Bohat Hay!

    Qiyamat Hay Yeah Tark-e-Arzoo Bhi. . .
    Qiyamat Hay Yeah Tark-e-Arzoo Bhi. . .
    Mujhy Aksar Woh Yaad Aya Bohat Hay!
    Magar Is Dil Nay Tarpaya Bohat Hay!
    Dil e Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay. . .!

    Tabasum Bhi, Haya Bhi, Berukhi Bhi. . .
    Tabasum Bhi, Haya Bhi, Berukhi Bhi. . .
    Yeah Anadz-e-Sitam Bhaya Bohat Hay
    Yeah Anadz-e-Sitam Bhaya Bohat Hay. . .

    Rahi Hasti Kay Is Chaltay Safar Main. . .
    Rahi Hasti Kay Is Chaltay Safar Main. . .
    Tumhari Yaad Ka Saya Bohat Hay
    Tumhari Yaad Ka Saya Bohat Hay. . .
    Dil-e-Muztar Ko Samjhaya Bohat Hay!

    Humera Channa - OST Kash Aisa Ho

    Kaash-aisa-hoArtist: Humera Channa
    Song: Kash Aisa Ho Ke Ab Ke Bewafai Main Karoon
    Lyrics: Sabir Zafar
    Music: Mekaal Hasan & Kaleem Hasan
    Post: Q-Links
    Written By: Maha Malik
    Produced By: A&B Entertainment
    Directed By: Sohail Javed
    Cast: Saba Qamar, Mohib Mirza, Shahood Alvi, Zainab Qayyum (ZQ), Jugun Kazim, Tahira Imam, Ali Sikander, Jahanzeb Gurchani, Sana Askari, Syeda Yasra Rizvi and Others..


    Take a listen to the song below:

     

    Lyrics:  

    Sulagte hue .. Muddate ho gayi 
    Pigalte hue..Muddate ho gayi 
    Zammana hua zakam sehte hue 
    Zammana hua kuch na kehte hue 
    Kaash aisa ho.. Ke ab ke lab kushayi main karu 
    Kaash aisa ho.. Ke ab ke bewafai main karu
    Kaash aisa ho..Kaash aisa ho..

    Naseeba mere iss liye so chukka 
    Mera chain iss waste kho chukka 
    Preshaan bhi aur barbaad bhi 
    Bahut ho chukka dil bahut ho chukka 
    Kaash aisa ho.. Ke ab ke jagg hasayi main karu 
    Kaash aisa ho.. Ke ab ke bewafai main karu 
    Kaash aisa ho..Kaash aisa ho.. 

    Bahut maine chahha bahut dukh sahha 
    Ke aakhon se aansu nahi khoon baha 
    Bahut kurbattein thi bahit chahtein thi 
    Magar har taluk aadhora raha 
    Kaash aisa ho.. Ke ab na ashnayi main karu 
    Kaash aisa ho.. Ke ab ke bewafai main karu 
    Kaash aisa ho..Kaash aisa ho.. 

    Hawwaein mohabbat ka rukh modna 
    Mere buss mein hota tujhe jodna 
    Tamasha lagge dil ke aayine ko 
    Kabhi todna aur kabho jodna 
    Kaash aisa ho.. Ke ab kach aadayi main karu 
    Kaash aisa ho.. Ke ab ke bewafai main karu 
    Kaash aisa ho..Kaash aisa ho.. 

    Download mp3!